main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
har fikr ko dhuyen me udaata chala gaya
har fikr ko dhuyen me udaa
barbadiyon ka sog manaana fizool tha
barbadiyon ka sog manaana fizool tha
barbadiyon ka sog manaana fizool tha
manaana fizool tha
manaana fizool tha
barbadiyon ka jashn manata chala gaya
barbadiyon ka jashn manata chala gaya
har fikr ko dhuyen me udaa
gham aur khushi me fark na mahsoos ho jahan
gham aur khushi me fark na mahsoos ho jahan
na mahsoos ho jahan
na mahsoos ho jahan
main dil ko us mukaam pe laata chala gaya
main dil ko us mukaam pe laata chala gaya
main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
har fikr ko dhuyen me udaata chala gaya..
I love this Md.Rafi song.....

No comments:
Post a Comment